Saturday, May 21, 2011

maause mausam me bhii main khushnuma khwab dekhta hu,
sard ratone me bhi main chamakta hua aaftaab dekhta hu
chahe bhataktaa jaun tanha hazaron miilon aur sadiyon main
meri zinda ummeed, main registan me bhi gulab dekhta hu..

No comments:

Post a Comment